KISHNE LIKHE SHABAR MANTRA
Sabar mantra atyadhik shaktishali hote hai or bahut jald hi parinaam laate hain. aisa mana jata he ki shabar mantra guru Gorakhnaath ji or Navnaath chaurasi siddhon ne likhe the. Yah mantra aamtour par gramin bhartiy bhashaon me hain. Halaki ye mantra hindu dharma me hi nahi balki Ishlam me or anya dharmo me bhi hain. Lekin ye baat bhi sach he ki in mantro ko sabse pahle guru Gorakhnaath ji ne hi likha tha.
SHABAR MANTRON KA UDDESYA
Hanuman shabar mantra ek tarha ka vashikaran mantra hota hai. Shabar mantro se kisi bhi vyakti ko unhe upyog me lene se pahle siddhi hashil karne ki jarurat nahi hoti hai kyuki ye pahle se hi siddh mantra hain.
Sabhi shabar vashikaran mantra apne sapno ko pura karne ke liye ya kisi uddesya ko pura karne ke liye seedhe kisi par niyantran rakhne ke upyog me laaye jate hain. Shabar mantra vishesagya apni ikchha ke anushar aapke liye shabar mantra pradan kar sakta hai. Itna hi nahi, shabar vashikaran mantra vishesagya shabar mantro ka upyog karne or unka sahi tarha se uchcharan karne disha nirdesh bhi dete hai.
HANUMAN MANTRA OR SHABAR MANTRA
Hanuman mantra or shabar mantra, dono ka hi prayog vashikaran ke liye kiya jata hai. Hanuman mantra or shabar mantra dono hi bahut shaktishali hote hai. Dono mantro me kebal ik hi antar hota hai, ki Hanuman mantra sadhne ke liye siddhi karna jaruri he or shabar mantra ke liye siddhi karna jaruri nahi hai.
Hanuman mantra or shabar mantra me ek samanta bhi hai ki dono hi vashikaran mantra vishesagya dwara disha nirdesh diye jane ke baad hi sahi tarha se upyog me aye ja sakte hai. Mantra vishesagya mantra batane ke saath-saath hame use sahi tarike se istemal karne ka nirdeshan bhi dete hai.
Ye mantra tabhi apna prabhav dikhate he jab inka sahi tarike se uoyog kiya jaaye.
HANUMAN SHABAR MANTRA KI TAKAT
Hanuman ji bhagwan Shiv ka avtaar hain. Bhagwan Hanuman ke roop me tezi hai jesi tezi hamare man me hoti hai kyuki unki gati Vayu dev ki tarha hai. Bhagwan Hanuman ka apni indriyo par poora niyantran he jese Vayu dev ka.
KESE KAREIN HANUMAN SHABAR MANTRA KA JAAP
Hanuman shabar mantra ka jaap karne ke liye kala kapda pahnkar shukravaar se suruaat karein. Is mantra ki mala lein or us mala ka 5 baar jaap karein lagatar 5 din tak. Sadhna ke ant me bhagwan ki pooja or mala ke liye ek gaddha khodein or zamin me ye mala daal dein.
HANUMAN SHABAR MANTRA
Hanuman jaag Kilkaari maar Too hunkare
Ram kaaj sanware Odh sindoor sita maiya ka
Too prahari Ram dware Me bulaun, Tu ab aa
Ram geet tu gata aa Nahi aaye to Hanumana
Ram ji or Sita maiya ki duhai Sabda saancha
Pind kancha Furo mantra ishwarovacha.
